Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDillagi (1949)
HomeDillagi (1949)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai kya khabar thi unka daaman haath se chhut jaayega ghum ke haathon zindagi ka caravan lut jaayega dil lagaa kar ghum uthaayen kyaa anokhi baat hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai mit rahi hai meri duniya aur main dekha karoon haay ye mushqil ke din kaise bitaaun kya karoon dil ke maalik laaj meri ab tumhaare haath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai
duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane ho oo neend na aaye dil bas men nahin tu hai kahin to piya main hoon kahin neend na aaye dil bas men nahin tu hai kahin to piya main hoon kahin o sajanawa re o balamwa re chandani raaten aur ye saman rut bhi anokhi dil bhi jawan hoo oooo main bhi deewani tu bhi deewana phir kaise beete mausam suhana ho oo raat kate na bin tere piya aaja akele nahin laage jiya raat kate na bin tere piya aaja akele nahin laage jiya o sajanawa re o balamwa re jhilmil tare mast hawa chhed de murali aa ke zara ho oo tere sang gaun main aisa gana sun sun ke jis ko nache zamana duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane
iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin ulfat karna khel hai lekin karke nibhaanaa khel nahin jab se huye hain door wo humse jab se huye hain door wo humse dhoondh rahi hai unko nazar dhoondh rahi hai unko nazar haai re o bedard zamaane haai re o bedard zamaane ye bhi nahin hai tujhko khabar ye bhi nahin hai tujhko khabar aag lagi hai dil mein kuchh aisi jis ka bujhaana khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin laakh sataayen pyaar ke dushman laakh sataayen pyaar ke dushman bhool sakenge unko na hum bhool sakenge unko na hum aur badhegi unki muhabbat aur badhegi unki muhabbat jitne bhi honge zulm o sitam jitne bhi honge zulm o sitam kehde ye koi naadaanon se humko mitaanaa khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin
Leke Dil Chupke Se
murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya ooooo ooooo oooo oooo reh reh ke aaj mera dole hai mann hooo reh reh ke aaj mera dole hai mann hooo dole hai mann jaane na preet mere bhole sajan hoo jaane na preet mere bhole sajan mere bhole sajan kaise chhupaun haaye dil ki lagan haaye dil ki lagan kaise chhupaun haaye dil ki lagan haaye dil ki lagan mausam pyaara thandi hawaa dil mil jaaye wo jaadu jagaa murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya ooooo oooo ooooo murli se teri jiya laaga balam ho murli se teri jiya laaga balam ho laaga balam aankhon mein tu nahin ab koi ghum aankhon mein tu nahin ab koi ghum nahin ab koi ghum o bansi waale tujhe meri kasam tujhse meri kasam o bansi waale tujhe meri kasam tujhse meri kasam aaj suna de wo dhun zara rum jhum saawan ki barse ghata murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya
tera khayal dil se bhulaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega tera khayal dil se bhulaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega majbooriyon ne chheen li mujhse agar zabaan mujhse agar zabaan majbooriyon ne chheen li mujhse agar zabaan mujhse agar zabaan aansoon kahengeeeee aansoon kahenge dil ke ujdne ki daastaan ujdne ki daastaan aansoon kahenge dil ke ujdne ki daastaan ujdne ki daastaan aankhon se haal dil ka chhupaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega tera khayal dil se bhulaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega looto naa duniyaa walo mere dil ki tum khushi mere dil ki tum khushi looto naa duniyaa walo mere dil ki tum khushi mere dil ki tum khushi achchhi nahin hai haaye achchhi nahin hai haaye gareebon se dillagi gareebon se dillagi achchhi nahin hai haaye gareebon se dillagi gareebon se dillagi ye ghar ujad gaya to basaya naa jaayega ulfat ki zindagi ko mitaaya naa jaayega tera khayal dil se
tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale usi beete zamaane ka sahaara le ke aaya hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu zaraa tu dekh le aa kar main kyaa kyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wohi afsaanaa honthon par adhooraa le ke aayaa hoon tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon
tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka
zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai ee zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai anjam zindagi ka anjam zindagi ka nazdeek aa raha hai zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai duniya mein jaise apni duniya mein jaise apni koi bula raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai tujhko kasam hai aakar soorat zara dikha ja soorat zara dikha ja deewana dekh tera duniya se ja raha hai barbadiyon ka apni shikwa nahin kisi se shikwa nahin kisi se mera naseeb mujhko yeh din dikha raha hai aye beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Char Din Ki Chaandni Dillagi (1949) 03:09 37191
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Suraiya, Sharada, Shyam, Amar
Duration : 03:09   Song Number : 37191   

Duniya Kya Jaane Mera Dillagi (1949) 03:22 37857
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:22   Song Number : 37857   

Iss Duniyan Mein Ae Dil Walo Dil Ka Lagana Dillagi (1949) 03:26 13122
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Raag- 
Tilang
Duration : 03:26   Song Number : 13122   

Le Ke Dil Chupke Se Dillagi (1949) 03:07 37765
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Chanda, Shyam
Duration : 03:07   Song Number : 37765   

Murli Waale Murli Bajaa Dillagi (1949) 02:57 13121
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:57   Song Number : 13121   

Tera Khayal Dil Se Dillagi (1949) 03:19 13120
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:19   Song Number : 13120   

Tere Kooche Mein Armaanon Dillagi (1949) 03:51 31084
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Duration : 03:51   Song Number : 31084   

Tu Mera Chaand Dillagi (1949) 03:52 21333
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya, Shyam Kumar
On Screen Actors- 
Suraiya, Shyam
Duration : 03:52   Song Number : 21333   

Zaalim Zamana Mujhko Dillagi (1949) 03:22 37358
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shyam Kumar, Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Chanda
Duration : 03:22   Song Number : 37358